Monday, December 11, 2006

Anwar Lyrics

I think I've said before "Music haunts me." I think this song is a perfect example. I can't listen to anything else but this song right now; it's so well written, well sung, and blended together perfectly. Anwar is one movie I'm looking forward to seeing. The first time I heard the song when I was viewing the trailer for the movie, it caught my attention --the smoothness of the song.

maula mere, maula mere maula mere, maula mere - 4
aankhein teri - 2, kitni haseen
ke inkaa aashiq, mein ban gayaa hoon
mujhako basaa le, inmein tu
(ishq hai maula mere, maula mere maula mere, maula mere - 2) - 3

ki inakaa aashiq, mein ban gayaa hoon
mujhako basaa le, iname tu

mujhse yeh har ghadi, mera dil kahe
tum hi ho uski aarzoo
mujhse yeh har ghadi, mere lab kahe
teri hi ho sab guftagoo
baatein teri itni haseen, main yaad inko jab kartaa hoon
phoolon si aaye, khushaboo

rakh loon chhupaa ke main kahin tujhko
saayaa bhi tera na main doon
rakh loon bana ke kahin ghar, main tujhe
saath tere, main hi rahoon
julfen teri, itni ghani
dekh ke inako, yeh sochta hoon
saaye me, inake main jiyoon
(ishq hai maula mere, maula mere maula mere, maula mere - 2) - 3

(meraa dil yahi bolaa, mera dil yahi bolaa,
yaara raaz yeh usne hai mujh par kholaa
ki hai ishq mohabbat, jiske dil mein
usko pasand karta hai maulaa) - 3

There's another song on the album that is really good, Javeda Zindagi (AKA Tose Naina Lagey) ..The album as a whole has more than one music director, but both of these songs are by the same one, Mithoon. This is his second album after 'Bas ek Pal'. You know music is good, when it changes your mood to reflect the mood of the music.

No comments: